Dil ne jitna bhulana chaha
Ye bhula na paya
Jab bhi bhulana chaha
Chala aaya ek yado ka saya
Is yado ke saaye ne tha
Kabhi hasaya kabhi Rulaya
Kabhi Kar diya tha uljhan me
to kabhi chain ki need sulaya
Aiesi baatey saath laya
Jinho ne tha bohot sataya
Unme thi thodi nadaniya
Jo bani thi badi pareshaniya
Waqt rahtey sab samajh aaya
Pareshaniyo ko tha door bhagaya
Jab padi Nazar waqt per to
Aaj ka shama yaad aaya
Dheere dheere Chala gaya
Wo yado ka saya..
Wo yado ka saya.💞
✍️Suman singh
Ye bhula na paya
Jab bhi bhulana chaha
Chala aaya ek yado ka saya
Is yado ke saaye ne tha
Kabhi hasaya kabhi Rulaya
Kabhi Kar diya tha uljhan me
to kabhi chain ki need sulaya
Aiesi baatey saath laya
Jinho ne tha bohot sataya
Unme thi thodi nadaniya
Jo bani thi badi pareshaniya
Waqt rahtey sab samajh aaya
Pareshaniyo ko tha door bhagaya
Jab padi Nazar waqt per to
Aaj ka shama yaad aaya
Dheere dheere Chala gaya
Wo yado ka saya..
Wo yado ka saya.💞
✍️Suman singh

No comments:
Post a Comment